Uski be-wafai par bhi fida hota hain jaan apni, khuda jane agar us main wafa hoti to kya hota? sari duniya se pyaar hai unhe woh sirf humse nafrat karte hain, chalo pyaar na sahi nafrah hi sahi kuch to hai aisa jo sirf humse karte hain.