usey muhabbat karna nahi ata or mujhe muhabbat k siwa kuch nahi ata zindagi guzarny k bus yehi do tareekey hain ek usey nahi ata ek mujhe nahi ata.. Aitbaar badhta hai aur bhi Muhabbat ka Jab wo ajnabi ban kar paas se guzarte hain