use bhi agar tera khayaal hota to kya hota...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
har ek ki kismat mein uska pyaar hota to kya hota..
meri tarah uska dil bhi bekraar hota to kya hota....
..
jeete jeei jiske deedar ko taras jati hain aankhein...
marte wakt uska deedar hota to kya hota.....
...
mashgool hai jo duniya ki bheed mein har wakt....
use agar mera bhi intjaar hota to kya hota....
..
jindgi bhar jo khushiyon ki kharidaari karta raha...
uske haathon mere gamon ka bhi vyapaar hota to kya hota..
...
ye baat or hai mujhay usse hai beshumar mohabbat...
use bhi agar tera khayaal hota to kya hota...!!!
 
Top