us ne kaha tum mein ab pehle jaisi baat nahi? maine kaha zin

~¤Akash¤~

Prime VIP
us ne kaha tum mein ab pehle jaisi baat nahi?
maine kaha zindagi mein tera sath nahi.
us ne kaha ab bhi kissi ki aankhon mein doob sakte ho?
maine kaha ab kissi ki aankh mein wo baat nahi.
us ne kaha kyon itna toot kar chaha mujhe?
maine kaha insan hun pathar jaat nahi.
usne kaha kya bewafa hun main?
maine kaha mujhe ab wafa ki talaash nahi.
us ne kaha ab bhool jao mujhe?
main kaha tum haqeeqat ho koi khwaab nah
 
Top