unki narazgi main bhi hai ik ada main janta hoon...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
o chaand taron tum to yuhi bewajha jaagte ho,
kisi ki yaadon main jagne ka mazza main janta hoon.....
..
kion bewajha mujhe zindagi say milate ho yaron,
zindagi or mout kay beech ka fasla main janta hoon....
...
wo khaffa hai mujh se ye bhi janta hoon main,
unki narazgi main bhi hai ik ada main janta hoon...!!!
 
Top