Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai, Naam lab par hai aur jaan baki hai . Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai, Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai …