unki baahon main marne ka maza main janta hoon.......

~¤Akash¤~

Prime VIP
kia toota kia bikhar gaya ye main janta hoon,
aandhiyon main chiraag jalane ki saza main janta hoon...
....
jane wo kon log thay jinko mila sila mohabton ka,
zakham-e-mohabat ki tadap ka mazza main janta hoon.....
..
door se dekho iske paas jaoge to pachhtaoge,
zindagi ke chhehre pe hai kya likha main janta hoon...
..
unke kuchay se uthe jo mera janaza to kya baat hai,
unki baahon main marne ka maza main janta hoon.......
...
 
Top