Unka naam na lu to kuch adhura sa lagta hai, naam lu bhi to kya fark padta hai. Unhe to gairo ki mehfil sajane ki aadat hai, kya hua jo unki is ada se kisi ka dil jalta hai.