Kumar Vishwaas Meri Pratimaan Aansu Me Bhigokar Gadh Liya Hota, Akinchan Paanv Tab Aagey Tumahara Badh Liya Hota, Meri Aankho Me Bhi Ankit Samarpan Ki Rachnaayein Thi, Unhe Kuch Arth Mil Jata Jo Tumne Padh Liya Hota...