un gamo ka aap tak bhi pahunchna ab namumkin hoga!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Zakham deny ka andaz kuch aisa hy
Zakham dy kar pochte hain ab hal kaisa hy
kisi aik ka gila kya karna yaro
sari dunya ka mizaj aik jesa hy

aapke har lafz ko seene se laga rakha hai maine,
un lafzo ka auro tak pahunchna ab mumkin na hoga!
aapke har gam ko seene mein daba rakha hai maine,
un gamo ka aap tak bhi pahunchna ab namumkin hoga!
 
Top