umr bhar kaun nibhate hain talluq itna

~¤Akash¤~

Prime VIP
umr bhar kaun nibhate hain talluq itna
aye meri jaan ka dushman tujhe Allah rakhe

Bada naaz tha un ko apne parde pe
Kal raat woh khawab mein sar-e-aam chale aaye...


Hath thak jaengy, Kiyon pees rahi ho mehndi,
Khoon hazir he hatheli pe lagane k liye…....


umr bhar kaun nibhate hain talluq itna
aye meri jaan ka dushman tujhe Allah rakhe

Kabhi to teri palkoon pay jhilmilaun main
Tu intizaar karey aur aaoun main...
 
Top