~¤Akash¤~
Prime VIP
Tuti tasveer ke tukdo ne hi sahi,
diya kisi ne dilasa dil ko sahi
Bikhare, adhure armano ne hi sahi,
kiya kisi ne zinda zindagi ko sahi
Kore kagaz ki kashti ne hi sahi,
diya kisi ne raasta umido ko sahi
Haseen lamho ki un yaadon ne hi sahi,
sikhaya kisi ne muskurana labo ko sahi
diya kisi ne dilasa dil ko sahi
Bikhare, adhure armano ne hi sahi,
kiya kisi ne zinda zindagi ko sahi
Kore kagaz ki kashti ne hi sahi,
diya kisi ne raasta umido ko sahi
Haseen lamho ki un yaadon ne hi sahi,
sikhaya kisi ne muskurana labo ko sahi