tumse milkar yun bichadna na hota agar..........

~¤Akash¤~

Prime VIP
Pyase ko ek katra pani kafi hai,
ishq mein char pal ki zindagani kafi hai,
dubne ko samunder mein jaye kaha,
unki palko se tapka woh ek boond hi kafi hai....

Likhu kuch aaj ye waqt ka takaza hai
dil mein abhi dard taza taza hai
gir padte hai aansoon mere kaagaz par
lagta hai meri kALAM MEIN shahi kam..aur ishq zada hai


Aankhon ko aankhon ka pata na hota agar,
dil ko dard ka ehsaas na hota agar,
kitna hasin hota zindagi ka ye safar,
tumse milkar yun bichadna na hota agar..........
 
Top