tumhare sang merna hai kaho ab kya irada hai..........

~¤Akash¤~

Prime VIP
kaho ab kya kahon tmse
batao kya likhon tumko
muje tehmeed do koi
mujhe umeed do koi
naya ik alfaz do koi
jaha se baat chal nikle
meri mushkil ka hall nikle
batao lehje kaisa ho
k tumse baat kerni hai
kaho ab kya irada hai
mujhe izhaar kerna hai
tumse pyar kerna hai
tumhare sang jeena hai
tumhare sang merna hai
kaho ab kya irada hai..........
 
Top