Yaadon ke sailaabon mein doob jaana yaad hai Choti choti baaton ko sun na sunana yaad hai Patjhad mein bhi lagta tha mausam baharon ka Tumhare intezaar main waqt bitana yaad hai