tumhaarii mast nazar agar idhar nahin hotii nashe mein chur fizaa is kadar nahin hotii.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #1 tumhaarii mast nazar agar idhar nahin hotii nashe mein chur fizaa is kadar nahin hotii.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #2 Bin Maange Hi Mil Jaati Hain Tadbeerain Kisi Ko Bin Maange Hi Mil Jaati Hain Tadbeerain Kisi Ko Koi Khaali Haath Reh Jata Hai Hazaron Duaon Ke Baad......
Bin Maange Hi Mil Jaati Hain Tadbeerain Kisi Ko Bin Maange Hi Mil Jaati Hain Tadbeerain Kisi Ko Koi Khaali Haath Reh Jata Hai Hazaron Duaon Ke Baad......
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #3 koi to mol lagaaye merii hastii kaa koi to mol lagaaye merii hastii kaa kisii kii aankh ke aansun kharidne hain mujhe.....
koi to mol lagaaye merii hastii kaa koi to mol lagaaye merii hastii kaa kisii kii aankh ke aansun kharidne hain mujhe.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #4 jee ye chahta hai ki jaan hi de dein..... jee ye chahta hai ki jaan hi de dein..... itne hasin khariddar se kya lena-dena
jee ye chahta hai ki jaan hi de dein..... jee ye chahta hai ki jaan hi de dein..... itne hasin khariddar se kya lena-dena
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #5 apane hothon par sajaanaa chaahataa hun apane hothon par sajaanaa chaahataa hun aa tujhe main gun gunaanaa chaahataa hun.....
apane hothon par sajaanaa chaahataa hun apane hothon par sajaanaa chaahataa hun aa tujhe main gun gunaanaa chaahataa hun.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #6 ye dard ki shab maloom nahin kab tak ke liye bedaar hui ye dard ki shab maloom nahin kab tak ke liye bedaar hui viraani se ab kaam hai..aur viraani kis ki yaar hui......
ye dard ki shab maloom nahin kab tak ke liye bedaar hui ye dard ki shab maloom nahin kab tak ke liye bedaar hui viraani se ab kaam hai..aur viraani kis ki yaar hui......
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #7 aaj me wo kal ki baat na rahi kahan kho gayi aaj me wo kal ki baat na rahi kahan kho gayi zeher wo mujhe pilake gaye main khushi se pi gayi...
aaj me wo kal ki baat na rahi kahan kho gayi aaj me wo kal ki baat na rahi kahan kho gayi zeher wo mujhe pilake gaye main khushi se pi gayi...
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #8 Chalka jo paimana haath se sharab door ho gayi Chalka jo paimana haath se sharab door ho gayi ek dhokha khaya humne mohabbat mashhoor ho gayi
Chalka jo paimana haath se sharab door ho gayi Chalka jo paimana haath se sharab door ho gayi ek dhokha khaya humne mohabbat mashhoor ho gayi
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #9 Chaand bhi meri tarah husn shanaasa nikla Chaand bhi meri tarah husn shanaasa nikla uski deewar pe chup chap khada hai kab se.....
Chaand bhi meri tarah husn shanaasa nikla Chaand bhi meri tarah husn shanaasa nikla uski deewar pe chup chap khada hai kab se.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #10 be taalluq tere aage se guzar jaata hai be taalluq tere aage se guzar jaata hai ye bhi ek husn-e-talab hai tere deewane ka....
be taalluq tere aage se guzar jaata hai be taalluq tere aage se guzar jaata hai ye bhi ek husn-e-talab hai tere deewane ka....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #11 is maidan me sooni kashtiyan yuhi nahi....... is maidan me sooni kashtiyan yuhi nahi....... zarror yahan bhi koi sailab aaya hoga.....
is maidan me sooni kashtiyan yuhi nahi....... is maidan me sooni kashtiyan yuhi nahi....... zarror yahan bhi koi sailab aaya hoga.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #12 wo haadsa bhi khoob tha jab aansuon ka teer, wo haadsa bhi khoob tha jab aansuon ka teer, nikla kisi ki aankh se jaakar mujhe laga.....
wo haadsa bhi khoob tha jab aansuon ka teer, wo haadsa bhi khoob tha jab aansuon ka teer, nikla kisi ki aankh se jaakar mujhe laga.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #13 maloom thi mujhe teri majboriyaan magar, maloom thi mujhe teri majboriyaan magar, tere bagair neend na aayi tamaam raat...
maloom thi mujhe teri majboriyaan magar, maloom thi mujhe teri majboriyaan magar, tere bagair neend na aayi tamaam raat...
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #14 Chahi thi dil ne tujh se wafa kam, bahut hi kam. Chahi thi dil ne tujh se wafa kam, bahut hi kam. Shayad issi liye hai gila kam, bahut hi kam.....
Chahi thi dil ne tujh se wafa kam, bahut hi kam. Chahi thi dil ne tujh se wafa kam, bahut hi kam. Shayad issi liye hai gila kam, bahut hi kam.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #15 tumhi ne to kaha tha mein kashti pe bojh hoon tumhi ne to kaha tha mein kashti pe bojh hoon aankhon ko ab naa kar band mujhe dobta bhi dekh....
tumhi ne to kaha tha mein kashti pe bojh hoon tumhi ne to kaha tha mein kashti pe bojh hoon aankhon ko ab naa kar band mujhe dobta bhi dekh....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #16 kashtiyan badalne se haasil kya hoga saagar kashtiyan badalne se haasil kya hoga saagar miya!!dishaon ko badlo to kinaare badal jaaenge....
kashtiyan badalne se haasil kya hoga saagar kashtiyan badalne se haasil kya hoga saagar miya!!dishaon ko badlo to kinaare badal jaaenge....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #17 vaada karne mein takleef nahi saagar vaada karne mein takleef nahi saagar mushkil to unko nibhaane mien hoti hai ....
vaada karne mein takleef nahi saagar vaada karne mein takleef nahi saagar mushkil to unko nibhaane mien hoti hai ....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #18 Wo jo geet tum nay sona nahi mayri omer bher ka riyaz tah Wo jo geet tum nay sona nahi mayri omer bher ka riyaz tah mayrey dard ki tih wo dastaaa jisey tum hansi may ora gaey
Wo jo geet tum nay sona nahi mayri omer bher ka riyaz tah Wo jo geet tum nay sona nahi mayri omer bher ka riyaz tah mayrey dard ki tih wo dastaaa jisey tum hansi may ora gaey
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 17, 2010 #19 Tumhara saath tasalsul se chaiay mujh ko Tumhara saath tasalsul se chaiay mujh ko Thakan zamanay ki lamhaon mai kab utarti hai!
Tumhara saath tasalsul se chaiay mujh ko Tumhara saath tasalsul se chaiay mujh ko Thakan zamanay ki lamhaon mai kab utarti hai!