tum udaas na hona

~¤Akash¤~

Prime VIP
tum udaas na hona
zindagi ki rahon mein

oonch neech hoti hai
faisley badaltey hein

chahtein bhi lut'ti hein
rait k tufano mein

siskiyan rulti hein
yeh bhi ain mumkin hai

aaj hum khatey hein
kal ko sath hon na hon

chahey kuch bhi ho jaye
hoslon ko na khona

bewaja bhi na rona
tum udaas na hona
 
Top