Tum kya jaano humne kitne dhakke khaaye hain Aajmaish ki int

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ye manzar yunhi nahi bana jo tujhse dekha na gaya
Jaane kitno ne yaha dhokhe khaaye hain
Tum aaj awaaz ki taseer to dekho
Lab khamosh hain aankhon ne ahsq bahaye hain
Samjhne wale yaha bahut nasamajh nazar aaye hain
Dil ke saath dhadkano ke saaye hain
Tum kya jaano humne kitne dhakke khaaye hain
Aajmaish ki intehaa ke sazde paaye hain...
 
Top