ae jaan kyun tum meri jindagi mein aayi aane ke baad kyun tum ne kari bewafai kyun mere dil ko itna sataaya tumhe iska kabhi khyaal na aaya tumhari bewafai ke zulm ne tukde tukde kar diye is dil ke