tu khud kabhi mera qatil na samjhna......

~¤Akash¤~

Prime VIP
jana hi hai agar tujhe to raat ke andhere me jana....
sare aam mere chahat ko nilam na karna....
puche duniya bewafai ka kissa agar tujhe se.....
tu chup rehna khud ko badnaam na karna...
mil jae tujhe koi chahne wala agr mujh sa....
tham lena hath uska mujhe yaad na karna...
kabhi bhule se yad aaye koi lamha mere sath ka....
tu hasna ..apni palko ko nam na karna....
mera kya hai main to mar hi jaunga ek din...
tu khud kabhi mera qatil na samjhna......
 
Top