toh dewaaano ki kabre udaas na hoti....

~¤Akash¤~

Prime VIP
apne dil ki baat hum unse keh nahi sakte...
bin kahe jee nahi sakte...
ae khuda aisi takdeer bana ki
woh humse khud aakar kahe "hum aapke bina reh nahi sakte.."


waqt karta wafa to mohabbat ko anjaam dete...
hum bhi apni chahat ko pyaar ka naam dete...,
shikwa na kiya kabhi unki bewafai kaa..
badnasib hum hai unhe kaise ilzaam dete

is jaha mein mohabbat kash na hoti...
to safar -e-zindagi mein mithaas na hoti...
agar milti bewafao ko saza mein maut...,
toh dewaaano ki kabre udaas na hoti....
 
Top