To yoon na teri yaad mein rote is janam.....

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ilzaam diya tha tumne humko bewafaai ka
Mauka mila hai aaj humko apni safai ka
Are o bewafa
Yaad aaye teri to hum ro pade
Par chalo tumhari yaad ne yeh to sikha diya

Ki bewafai humne nahi tumne ki thi
Agar bewafa hum hote sanam
To yoon na teri yaad mein rote is janam.....
 
Top