to uss khuda ki kabhi zaruratt a hoti

~¤Akash¤~

Prime VIP
agar ansu na hota aankho mein,
to aankhen itni khoobsurat na hoti,,
agar dard na hota dil mein,
to khushi ki keemat pata na hoti,,
agar bewafai na ki hoti waqtne;
to wafa ki kabhi chahhat na hoti,
agar mangne sa puri ho jaati muraadein,
to uss khuda ki kabhi zaruratt a hoti
 
Top