to muskera ke ab kya kerna

~¤Akash¤~

Prime VIP
ghaayal kiya jab apnno ne,
to gairon se gilla kya kerna
uthaye hain khanjer jab apno ne,
to zindagi ki tammna kya kerna

dil tha aik kanch ka gher ,
so aakhir wo bhi toot gaya
qismat main likhe hain jab gum,
to khuda se gila kya kerna

taraste rahe zindagi bher
jin sacche rishton ke liye
jab unhone hi thukra diya
to garon se gila kya kerna

jis ko samjha tha apna,
jis ko banaya tha apna razdan
usssi ne jab dil toudr diya,
to gair ko apna ker kya kerna

muskerana jo bhool gaye hont
to kya hua
ghum ko bana liya hai apna,
to muskera ke ab kya kerna
 
Top