........ to kya karu

~¤Akash¤~

Prime VIP
bass mujhe yeh bata de mein.... kya karu

dhdakta hai dil to tera naam ata hai...to kya karu

intezaar karte karte thakti nahi ankhe...to kya karu

din se raat or raat se din ho jata hai sirf tere milne ki aas mein ..to kya karu

mohabaat mein sikhi hai sirf wafa nibhana bewafaii karna nahi aati........ to kya karu
 
Top