to koi shaks mohabbat karne ki khata na kare..

~¤Akash¤~

Prime VIP
woh dil he kiya jo tere milne ki dua na kare..
mai tujhko bhul ke zinda rahuon khuda na kare..
rahe ga pyar tere saath zindagi ban kar..
ye aur baat meri zindagi wafa na kare..
ye theek hai nahi marta koi judai mai..
khuda kisi ko kisi se magar juda na kare..
agar wafa pe bharosa na rahe duniya ko..
to koi shaks mohabbat karne ki khata na kare..
 
Top