to auro ne thiq unhone bhi waah!..waahh kiya

~¤Akash¤~

Prime VIP
Gaa to hum bhi sakte hai par aawaz bewafaa hai
baja to hum bhi sakte hai par baaja bewafaa hai
kehte hai ki shahjaha ne Tajmahal banaya tha,banaya hoga
hum bhi bana sakte hai par mumtaz bewafa hai


Hasino ne haseen ban k gunhaa kiya
auro ko thiq humko bhi tabaah kiya
jab pesh kiya GAZALO me unki bewafaai ko
to auro ne thiq unhone bhi waah!..waahh kiya
 
Top