Tirange ke Teen Rang Hai

Saini Sa'aB

K00l$@!n!
Tirange ke Teen Rang Hai
Lal Rang Bharat Mata ki Pechaan Hai
Safaid Rang Jesus Ka Pyar Hai
Hara Rang Khuda Ka Noor Hai
Beech Mein ek Ashok Chakra Hai
Usme Wahe Guru ki Kripa hai
Yeh Dhawaj Hindustan ki Shaan Hai
Jis Baans(bamboo) mein Yeh Dhawaj Lehraayeh
Is Desh Ke Balidaano ki Jaan Hai
Is Dhawaj se jo takrayeega
Waha Mitti mein miljayeega
Dhawaj ki jo mariyada kare
Wahi Bharat ka Saccha nagrik kehlayeega
Ketne aaye ketne Takrayee
Aaj bhi Bharat Mahaan Hai
Kayee Dharmo ka yeh Desh Hai
Phir bhi ek dusre se Pyar Hi Pyar Hai
Jetne Log utne Bhashayeh
Phir bhi sab ki ek Zubaan Hai
Hindustan ke liye yeh bahoot badi baat Hai
Kyonki Hamara ek hi Dharam ek hi Jaat Hai
Hamari ekta Hamare saath Hai
Yeh dekhkar dusre Desh wale
Bharat ko jhuk kar Salaam karte Hai
Aawoo Hum sab milke kahege
Hamara Desh Mahaan Hai
 
Top