thokar khakar gun gunana

~¤Akash¤~

Prime VIP
thokar khakar gun gunana ZINDAGI hain
dard pi kar muskurana ZINDGI hain
saflta k saath jiyee to kyaa jiyee
har kar bhi jaashn manana ZINDGI hain

Kuch esEy haadsey b hua krtey hain zindagi main Faraz...!!!....
insaan bach tu jata hay,magar zinda nahin rehta.....
 
Top