Pyar nahi mujse toh kam se kam bahana na banao, Gar nahi chahate to hume aur diwana na banao, Kai khiladi milenge tumhe ye khel khelne ko, Thak gaya hai ye dil chot khakar, ab toh ise nishana na banao.