teri duniya me kabhi shaam na ho, mehfil mile tujhko, par tu kabhi aam na ho, koi galti na ho tujhse kabhi, tujhpe kabhi koi ilzaam na ho, rahe paak tu hamesha, tu kabhi badnaam na ho.