Teri chaukhat se sar uthaon to bewafa kehna, Tere siwa kisi ko dil mein basaon to bewafa kehna, Tujhe agar meri wafa per shak hai to uthalo khanjar Main shauk se na mar jaaon to bewafa kehna…!