ye kaisa nashaa hai jo ham par chhaya hai khud ko akela paakar bhi dil muskuraya hai nahin pataa kisiko ke ye muskan khokhli hai tere bin hamesha khud ko adhoora paya hai