Apni mohabbat ke afsaane kab tak raaz banao ge ruswaai se Darne waalo baat tumhiN phailaao ge uskaa kyaa hai tum na sahi to chaahne waale aur bahut tark-e-mohabbat karne waalo tum tanhaa rah jaao ge