tamanna ne zindagi k aanchal me

~¤Akash¤~

Prime VIP
tamanna ne zindagi k aanchal me sar rakh kar pucha... "mai kab puri houngi." to zindagi ne pyar se muskura ke kaha" jo puri ho jaye wo tammana hi kya"?


har iljam ka haqdar bo hume bana jaate hai...
har khata ki saja bo hume suna jaate hai,
hum har baar chup nrah jaate hai,
quki bo apna hone ka haq jata jaate hai.....
 
Top