tamanna ne zindagi ke aanchal mein sar rakhkar puchaa ki mein puri kab hongi,
zindagi ne hanskar jawaab diyaa jo puri ho jaaye wo tamanna hi kya.........!
tamnna fir machal jaye
agar tum milne aa jayo
yeh mausam v badal jaye
agar tum milne aa jayo
mujhe gamm hai
ke maine zindagi main
kuchh nahi paya
yeh gamm dil se nikal jaye
agar tum milne aa jayo