takhatub main jo mere naam ka ailaan ho jaye tumhara kya bigadta hai jo meri pahchaan ho jaye kisi se koi bhi umeed rakhna chod kar dekho to ye rishte nibhana kis qadar aasaan ho jaye