tabhi aashiq banta hai shayar aur shayari uski sanam........

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aayi na tumhe yaad hamari,
Hum na karege kabhi fariyaad tumari,
bewafa ho tum ye na kayege kisi se,
kahege kami thi wafa main hamari...

Sher-o-shayari mein ek alag maza hai,
jaise ishq ek haseen saza hai,
jaha milan pe jitni khushi,
utna he judai pe hota hai gum,
tabhi aashiq banta hai shayar aur shayari uski sanam..........
 
Top