sunne ko betaab, yeh deewaana,

~¤Akash¤~

Prime VIP
Apne tute dil ka afsaana,
suna dalo jaise koi taraana,
sunne ko betaab, yeh deewaana,

bahut dubkiyaan lagayi hamne samundar mein,
ab tak nahin mila khajaana,
kitna kuch chupa rakha hai antar-man mein?
Ab bas karo yeh paheliyaan bujhaana,

Ek guthi suljhane hain
to ek nayi saamne laate ho,
iska kahin koi anjaam hai?
roz ek naya pahlu dikhaate ho,

Apne tute dil ka afsaana,
suna dalo jaise koi taraana,
sunne ko betaab, yeh deewaana,
 
Top