Sookhay hont sulagti

~¤Akash¤~

Prime VIP
Sookhay hont sulagti aankhain sarson jesa rang...Barson baad wo dekh k muj ko reh jaye ga dhang....Maazi ka wo lamha muj ko aaj bi khoon rulata hay...Ukhri ukhri baatain uss ki ghairon jesa rang .....


Teri mohabat me main Khuda k sajde karta raha....tujhe paya nahi par naa kho du kahin isliye bas darta raha..tu naa mili par is baat ka gam nahi hai mujhe ratti bhar bhi...gum ye hai ki tujhe pane ki khwahish aur koshish hardam karta raha....
 
Top