socha na tha

@n@@m

unknown but known to all
Koi is tarah se b badal jayega socha na tha,
Jo pass tha mere wahi sabse dur chala jayega ayesa kabhi socha na tha,
Suna tha patthar b pighal jata hai,
Lekin koi “Insaan” itna patthar ban jayega socha na tha,
Jo harpal mere dukh me dukhi ho jata tha,harpal samjhata tha,
Wo hi duniya ka sabse bada dukh mujhe de jayega kabhi socha na tha
 
Top