sitara banke tu chamke mere dil ke iss aasmaan mein..,

~¤Akash¤~

Prime VIP
chala hoon main kooche se us ke bigad kar,,,,,
hansi aa rahi hai ki aana pade ga,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

muhabbat hai kiya ham tumhein kiya batayein,
tumhein eak din khud bataana pade ga...........

Na dhoondhna humein tum nishaniyoon mein,
Hum toh baste hai tumhare dil ki dhadkanon mein,
..
aa jaye jo mera haath sanam tere haathon mein,
meri hassi bhi sunayi de tujhko Kehkashaaon mein,
..
har pal parwana sa main jaloon yaad tujhe karne mein,
armaan mere pure hote hai yaad tujhe karne mein,.
...
.raatein meri roshan hoti hai teri yaadon ke baraat mein,
sitara banke tu chamke mere dil ke iss aasmaan mein..,
 
Top