Takdir kya likhu muqddar ke samne, Usne qatal kar diya mere ghar ke samne, Sari basti jalti to afsos na hota, Sirf mera hi ghar jala samandar ke samne....