Sherdili

rajesh1

Rajesh Sharma
Jaan ke bhi anjaan bana karta hoon mein
Har naamumkin ko mumkin kiya karta hoon mein
Raaste mujhe har baar do mila karte mila hain - 2
Par mushil ko har baar chuna karta hoon mein.......................
By:- Rajesh Sharma.
 
Top