shareeke karwan rahiye magar is shan se rahiye

~¤Akash¤~

Prime VIP
Geo to is tarha k zindagi tum per rashk karay,

Geo to is tarha k zindagi tum per rashk karay,
Maroo to maut poochay koun mar giya hai ya-Rab...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ya rab! wo na samjhe hain na samjhenge meri baat,

Ya rab! wo na samjhe hain na samjhenge meri baat,
de aur dil unko, jo na de mujhko zubaan aur......
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
main kyun na tark-e-taalluq ki ibteda karta

main kyun na tark-e-taalluq ki ibteda karta
wo door des ka baasi tha, kya wafa karta....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
ham ne pehchaan liya hai khud ko unki aankho mein

ham ne pehchaan liya hai khud ko unki aankho mein
phir bhi wo hame hamse chhupaye baithe hain......
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
khamosh ho gae ek aah bhar ke deewane

khamosh ho gae ek aah bhar ke deewane
nigaah-e-naaz ne kya keh diya khuda jane......
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
zindagi kya hai muflis ki kabba hai jis main

zindagi kya hai muflis ki kabba hai jis main
har ghari dard ke pewand jure jate hain
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
hum mitti ka aashiyana yuhin banaatey gaye..

hum mitti ka aashiyana yuhin banaatey gaye..
koi banaye na banaye hum sabhi ko apna banaatey gaye..
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
patta patta butta butta hal hamara jane hai

patta patta butta butta hal hamara jane hai
jane na jane gul na jane bagh to sara jane hai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
maine apne agan main laga rakhe hain khushrang gulab

maine apne agan main laga rakhe hain khushrang gulab
dene wale mere in phoolon ko khushboo de de
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Tum Say To Khair Ghari Bher Ki Mulakat Rahi

Tum Say To Khair Ghari Bher Ki Mulakat Rahi
Log Barsoon Ki Rafakat Ko Bhula Daitay Hain
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Dost Kya Khoob Wafaoon Ka Sila Daitay Hain

Dost Kya Khoob Wafaoon Ka Sila Daitay Hain
Her Naye Moor Per Ek Zakm Naya Daitay Hain
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
nigah bulanb sukhn dilnawaz jan pursoz

nigah bulanb sukhn dilnawaz jan pursoz
yahi hai rukhte safar mir karwan ke liye
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ikraar usi muh se, inkaar usi muh se,

Ikraar usi muh se, inkaar usi muh se,
Mere liye mushkil hai, unke liye aasan hai....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Jab bhi baitha hu maazi ki kahani lekar,

Jab bhi baitha hu maazi ki kahani lekar,
Zindagi yaad ke sehra mein bhatak jaati hai….
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Bastion ke darmiyan Sahra ka manzar aayega ,

Bastion ke darmiyan Sahra ka manzar aayega ,
Loge khud pahchan layenge Jub mera Ghar Aaeyga .
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Apny hi hotay hain jo dil py waar karty hain

Apny hi hotay hain jo dil py waar karty hain
Warna gharon ko kia khabar dil ki jaga kon si hai...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Yeh galat kaha kisi ne ki tera pata nahi hai...

Yeh galat kaha kisi ne ki tera pata nahi hai...
Tujhe dhoondhne ki hadd tak....koi dhoondhta nahi hai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mat dekh koi shakhs gunehgaar hai kitna....

Mat dekh koi shakhs gunehgaar hai kitna....
Yeh dekh tere saath wafadaar hai kitne...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
zamane ke sawalon ko main hans kar taal deta hoon lekin

zamane ke sawalon ko main hans kar taal deta hoon lekin
nami aankhon ki kehti hai k "mujhe tum yaad aatey ho"
 
Top