Shama jab jalti hai to jal ne ke liye aata hai parwana S

~¤Akash¤~

Prime VIP
Shama jab jalti hai to

jal ne ke liye aata hai parwana



Shama parwane se kehti hai

yunhi sirf gun guna te jaao

magar apne pankhon ko mat jalana



Sapna tha mera uss shama ko

waha jala doon jahaan hoga mera aashiyana

Shama ke paas beth kar likh du

apni mohabbat ka afsana



Kal main jaa rahi hu tumse bahut door

Tum iss aashiyane ko jannat banana

Mere chale jaane ke baad

kahi iss aashiyane ko tum na mitana


Mere jaane ke baad tum phir se

apna ghar basana

Yeh aashiya tumhe meri yaad dilata rahega

issi liye tum yaha

ko chor kar kahi aur chale jaana
 
Top