"sataa-sataa ke hame ashq baar karti hai"

~¤Akash¤~

Prime VIP
"sataa-sataa ke hame ashq baar karti hai"
"tumhari yaad hame beqrar karti hai"
"wo din jo saath guzare the pyar ke hamne"
"talaash unhe nazar baar baar karti hai"
"gila nahi jo nasibo ne kar diya hai juda"
"teri judai bhi ab hum ko pyar karti hai"
"kinare baith ke jis ke kiye the kaul-o-qrar"
"nadi wo ab bhi tera intzaar karti hai"
 
Top