Samay aur Yaaden

rajesh1

Rajesh Sharma
Aasama mein thae badal ghanare ghatae girne lagi thi
Mausam rituon ki tarah badal raha tha
Meri khud ki nigahae amber pe tiki thi

Kyonki mausam bhi badal ta hai
Tau ritunae bhi badal jati hai
Aise hi achaiyan nahi rehti tau
Buraian bhi jyaada tik nahi paati hai

Bas intzaar hota hai tau samay ka
Kyonki samay nikal jata hai
Bas baaten aur yaaden hi reh jaaati hai
 
Top