samajh kar tujhko apnasa, bheja hai maafi ka ariza maine abh

~¤Akash¤~

Prime VIP
dard dena meri fitrat nahi, muhabbat say muhabbat ki hai maine..
dilon ko rulana meri aadat nahi, muhabbat ki zubaan seekhi hai maine..
phir bhi aye dost, agar bana hu main wajaah tere tute dil ki kabhi
samajh kar tujhko apnasa, bheja hai maafi ka ariza maine abhi abhi.
 
Top