Roshni ka khawab dikha kar andhere main chod diya........

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kitna bhi chaho na bhool paoge hume
Jitni door jaoge nazdik paoge hume
Mita sakte ho to mita do yaadein meri
Magar kya sanso se juda kar paoge hume..................

Apne hisse ki zindagi to hum jee chuke
Ab to bas dhadkano ka lihaz karte hain
Kya kahein duniya waalo ko jo
Aakhri saans par bhi aitraaz karte hain......................

Khud se to pyar hum ne kabhi kiya hi nahin tha
Aap ke siwa kisi ko ye haq diya hi nahin tha
Mushkilon main aaj aap ne rishta hi tod diya
Roshni ka khawab dikha kar andhere main chod diya....................
 
Top